Your Ad Here

Wednesday, November 18, 2009

JOKES

Wife : Ek baat bolu??
Husband : Bolo
Wife : Maaroge to nahi?
Husbund : Nahi to, kya baat hai?
Wife : mai pregnant hun
Husband : Hurray!!! Its gud news, dar kyu rahi thi??
Wife : College ke dino mai papa ko bataya tha to badi maar padi thi.

JOKES

Girls Collage mai Strike ho gai,Sabhi girls Nare Laga rahi hai,
Girls k satth Boys bhi unka satth de rahe hai,
Girls ne Nare lagate huye "HAMARI MANGE....,
Piche se Awaz aye,"SINDUR SE BHARO....".

Your Ad Here